Tuesday, 27 August 2013

  • Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta
    ho gaya.

    Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho
    gaya?

    Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
    Santa: 3 mahine.

    Biwi: Aur meri shadi ko?
    Santa: 3 mahine.

    Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?

    Santa: 3 mahine baad.

    Biwi: Total kitne mahine ho gaye?

    Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
    time ka pata hi nahi laga?

No comments:

Post a Comment